Description
ہمارے بچے مکتب میں تعلیم حاصل کرتے ہیں، لیکن بدقسمتی سے اکثر نورانی قاعدہ اور ناظرہ قرآن تک ہی محدود رہتے ہیں۔ اسی ضرورت کے پیش نظر، یہ کتاب تیار کی گئی ہے جس میں عقیدہ، سیرت، احادیث، دعائیں، اچھی عادات، آداب، اور صحابہ کرام کے قصے آسان زبان اور خوبصورت ڈیزائن کے ساتھ شامل کیے گئے ہیں۔ مکتب کی عام کتابیں سادہ ہونے کی وجہ سے بچوں کی دلچسپی کم ہو جاتی ہے، لیکن اس کتاب کو بچوں کی نفسیات کے مطابق بنایا گیا ہے تاکہ وہ شوق سے پڑھیں اور سیکھیں۔
Hamare bachay maktab mein taleem hasil karte hain, lekin badqismati se aksar Noorani Qaida aur Nazra Quran tak hi mehsoor rehte hain. Isi zaroorat ke peesh nazar, yeh kitaab tayyar ki gayi hai jismein aqeedah, seerat, ahadees, duaaain, achi aadat, adaab, aur Sahaba Kiram ke qissay aasaan zuban aur khoobsurat design ke saath shamil kiye gaye hain. Maktab ki aam kitaabein saade hone ki wajah se bachon ki dilchaspi kam ho jati hai, lekin is kitaab ko bachon ki nafsiyat ke mutabiq banaya gaya hai taake woh shauq se padhein aur seekhein.